TUM AAOGE LYRICS is a romantic song by Soham Naik feat Ritrisha Sarmah and written by Kunaal Vermaa. Its music is composed by Anurag Saikia and released under the label of Times Music. this song is sing by Soham Naik and Ritrisha Sarmah. The music is composed by Anurag Saikia and its lyrics written by Kunaal Vermaa. This video is directed by Rahul Sud.
Song: Tum Aaoge
Singers: Soham Naik, Ritrisha Sarmah
Music: Anurag Saikia
Lyrics: Kunaal Vermaa
Tum Aaoge Lyrics
Hum mile bichhad gaye
Baat itni nahi
Tu nahi phir kyun teri
Yaad mit’ti nahi
Us pal humne na roka tujhe
Shayad yeh bhi pata tha mujhe
Tum aaoge yakeen tha
Mud ke kabhi to yahan
Tum aaoge yakeen tha
Hone ko phir se mera, haan mera
Kitni raatein ghuzri jaga ke
Neendein ho gayi khafa
Khwaabon se tere bhar li hain aankhein
Yaadon se maine subah
Itna pyar ho jayega dil ko tumse
Khabar hi nahi thi hamein
Tum aaoge yakeen tha
Mud ke kabhi to yahan
Tum aaoge yakeen tha
Hone ko phir se mera, haan mera
Aane se tere khamosh dil mein
Hone lagi hulchalein
Kabse kadam yeh tehre huye the
Aao sath chal chalein
Intezaar mein thi tumhari yeh saansein
Mile tum to jeene lage
Tum aaoge yakeen tha
Mud ke kabhi to yahan
Tum aaoge yakeen tha
Hone ko phir se mera, bas mera
Song: Tum Aaoge
Singers: Soham Naik, Ritrisha Sarmah
Music: Anurag Saikia
Lyrics: Kunaal Vermaa
Tum Aaoge Lyrics
Hum mile bichhad gaye
Baat itni nahi
Tu nahi phir kyun teri
Yaad mit’ti nahi
Us pal humne na roka tujhe
Shayad yeh bhi pata tha mujhe
Tum aaoge yakeen tha
Mud ke kabhi to yahan
Tum aaoge yakeen tha
Hone ko phir se mera, haan mera
Kitni raatein ghuzri jaga ke
Neendein ho gayi khafa
Khwaabon se tere bhar li hain aankhein
Yaadon se maine subah
Itna pyar ho jayega dil ko tumse
Khabar hi nahi thi hamein
Tum aaoge yakeen tha
Mud ke kabhi to yahan
Tum aaoge yakeen tha
Hone ko phir se mera, haan mera
Aane se tere khamosh dil mein
Hone lagi hulchalein
Kabse kadam yeh tehre huye the
Aao sath chal chalein
Intezaar mein thi tumhari yeh saansein
Mile tum to jeene lage
Tum aaoge yakeen tha
Mud ke kabhi to yahan
Tum aaoge yakeen tha
Hone ko phir se mera, bas mera